farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Umer)    #2 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #3 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #4 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #5 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #6 only for you(MARIAM ZAFAR)    #7 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #8 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,056,086
Farhan Ali Qadri - Aa gaye Sarkar
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Hindi   Urdu

Aa gaye Sarkar

Aa Gaye Sarkaar
Marhaba, Marhaba, Marhaba Ahlan-wa-sahlan Marhaba
Aagaye Sarkaar
KhushiaN Manaao, DhoomaiN machaao, KhushiaN Manaao DhoomaiN Machaao.
KhushiaN Manaao, DhoomaiN machaao, aagaye sarkar.
Haq aye (Chorus)
Aamad hoie hay un ki, sab zulmataiN chattie haiN
Aaj dewaano, mil kar bolo, aagaye sarkar
Haq aye (Chorus)
pur noor hey ye aalam, sab muskaraa rahey haiN
Un ki aamad kay charchay haiN, aagaye sarkar
aqa ki amad say to, soey naseeb jagey
Kul NabiyoN kay sarwar aaye, aagaye sarkar
Haq aye (Chorus)
Mahshar kay roz jin sey, pahchaanay jayyaeiN gey hum
KyuN ghabratey hoo diwaano, aagaye sarkar
Haq aye (Chorus)
Ghar, ghar charaaghaaN kar lo, galiyoN ko jagmagaao
Mil kay lagaao, naaraa khushi ka, aagaye sarkar.
Nazraana-e-Aqidat jo paish kar raha hooN
Naat likhi hey aaj Ali nay, aagaye sarkar

Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved