Noor wala aaia hay noor lay kar aaia hay
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaia hay
Aslat-o-waslam-o-alika ya Rasool Allah
Aslat-o-waslam-o-alika ya Habib Allah
Jab talak yeh chand taray jhilmilaty jaieN gey
Tab talak jashn-e-wiladat ham manatay jaieN gey
Noor wala aaia hay noor lay kar aaia hay
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaia hay
Aslat-o-waslam-o-alika ya Rasool Allah
Aslat-o-waslam-o-alika ya Habib Allah
Naat-e-Mahboob-e-Khuda suntay sunaatay jaieN gey
Ya Rasool Allah ka naara lagaty jaieN gey
Noor wala aaia hay noor lay kar aaia hay
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaia hay
Aslat-o-waslam-o-alika ya Rasool Allah
Aslat-o-waslam-o-alika ya Habib Allah
Char janib ham diaye ghee kay jalatay jaieN gey
Ghar to ghar saray mohalay ko sajaty jaieN gey
Noor wala aaia hay noor lay kar aaia hay
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaia hay
Aslat-o-waslam-o-alika ya Rasool Allah
Aslat-o-waslam-o-alika ya Habib Allah
Eid-e-Milad-un-Nabi ki shab charaghaN kar kay ham
Qabar noor-e-Mustafa say jagmagatay jaieN gey
Noor wala aaia hay noor lay kar aaia hay
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaia hay
Aslat-o-waslam-o-alika ya Rasool Allah
Aslat-o-waslam-o-alika ya Habib Allah
Tum karoo jashan-e-wiladat ki khushi maiN roshani
Wooh tumhari goor teera jagmagatay jaieN gey
Noor wala aaia hay noor lay kar aaia hay
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaia hay
Aslat-o-waslam-o-alika ya Rasool Allah
Aslat-o-waslam-o-alika ya Habib Allah
Hashar maiN ziar-e-liwaye Hamd aye attar ham
Naat-e-Sulatan-e-Madina gungunatay jaieN gey