farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Umer)    #2 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #3 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #4 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #5 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #6 only for you(MARIAM ZAFAR)    #7 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #8 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,056,010
Farhan Ali Qadri - Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Hindi   Urdu

Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba

Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Pur Noor hay zamana subh-e-shab-e-wiladat
Pardah utha yeh kis ka subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Dil jagmaga rahay haiN qismat chamak uthi hay
Phaila naia ujala subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Aaye naie hakomat sika naia chalay ga
Aalam naiN rang badla subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Rooh-al-AmeeN naiN gaRa kabay ki chhat pay jhanda
Ta arsh uRa pharaira subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
PaRhaty haiN farsh walay suntay haiN arsh walay
Sultan-e-Nau ka khutba subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Din phir gaye hamaray sooye naseeb jaagay
Khursheed hee woh chamka subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Piaray Rabi-ul-Awal tairi ik jhalak kay sadqay
Chamka dia naseeba subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Arsh-e-Azeem jhoomay kaba zameen choomay
Aata hay arsh wala subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba
Tairi chamak damak say alam chamak raha hay
Maira bhi bakht chamka subh-e-shab-e-wiladat
Marhaba Marhaba Jad-al-Hussaini ya Noor-ul-Aini Marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur noor ki aamad marhaba


Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved