farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Umer)    #2 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #3 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #4 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #5 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #6 only for you(MARIAM ZAFAR)    #7 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #8 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,055,972
Farhan Ali Qadri - Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Urdu

Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar

Dhoom macha doo Aamad ki aa gaye sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye sarkar
Machi hay dhoom payambar ki aamad aamad hay
Habib-e-Rab-e-Akbar ki aamad aamad hay
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye sarkar
Yeh kis Shehnshah-e-wala ki aamad aamad hay
Yeh koon say shah-e-bala ki aamad aamad hay
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Yeh aaj taray zameeN ki taraf haiN kiuN mayel
Yeh aasmaN say payham hay noor kiuN nazil
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Yahi to sootay howaooN ko jaganay aaye haiN
Yahi to rootay howaooN ko hasanay aaye haiN
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
InhaiN khuda naiN kia apnay mulk ka malik
Inhi kay qabzay maiN Rab kay khazany aaye haiN
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Joo chahaiN gey jisay chahaieN gey yeh usay daiN gey
Kareem haiN yeh khazanay lutanay aaye haiN
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Raouf aisay haiN aour yeh Raheem haiN itnay
Keh girtay paRtoN ko seenay laganay aaye haiN
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Sunu gey “LA” naaN zaban-e-Kareem say Noori
Yeh faiz-o-Jood kay daria bahany aaye haiN
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Sarka ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
MunThar ki aamad marhaba
Sub mil kar bolo marhaba
Aour zoor say bolo marhaba
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar
Dhoom macha doo aamad ki aa gaye Sarkar


Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved