farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Umer)    #2 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #3 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #4 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #5 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #6 only for you(MARIAM ZAFAR)    #7 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #8 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,055,970
Farhan Ali Qadri - Amina ka lal aaia Amina ka lal
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Hindi   Urdu

Amina ka lal aaia Amina ka lal

Amina ka lal aaia Amina ka lal
Rehmat ka badal chahia
Sub hoor-o-malak naiN gaia
Daikho Shah-e-Madian aaia
Amina Bibi taira naseeba
Rab naiN hay chamkaia
Tujh par karam ka saya
Tu naiN piaray Nabi ko paia
Kaisa Muqadar laye Haleema
Tu hay Nabi ki dayee Haleema
Bibi Amina ka jaia
Tairi mushkil maiN kaam Aaia
Taira soia naseeb jagaia
Gham kay badal door howay haiN
Dukhia dil masroor howay haiN
Alam naiN ujala paia
Abb har sue noor hay chaia
Zarah zarah chamkaia
Mohsin unn kay he gunn gawo
Saray jahan ko yeh batlawo
NabioN ka Sarwar aaia
Ummat ka Rahbar Aaia
Woh shafi-e-mahshar Aaia



Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved