|
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba
Momino waqt-e-adab hay
Aamad-e-mahboob-e-Rab hay
Jaye adab-o-tarab hay
Aamad-e-Shah-e-Arab hay
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Utho aia taaj wala arsh ki aankhoN ka tara
Sab kahoo aye mah-e-Taibba salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Deen ka hoo bool bala sunnioN ka rukh ujala
DushmanoN ka moonh ho kala salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Bajj rahay haiN shadianay bu’t lagay kalma sunanay
Har zabaN pay haiN taranay aamad-e-shah-e-arab hay
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Amina Bibi ka jaia barhaweeN tareekh aaia
Subh-e-sadiq naiN sunaia salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Bakash doo mairi khataieN door hooN gham ki ghataieN
Bhaij doo apni ataieN salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Iss Jameel Qadri par ho karam Mehboob-e-Dawar
Chasm-o-dil kar doo munawar salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Yaseen ki aamad marhaba
Taha ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba jhoom kar bolo marhaba
|