|
Mairi dhaRkan maiN ya Nabi
Mairi dhaRkan maiN ya Nabi
Meri darkan maiN Ya Nabi meri sansoN maiN Ya Nabi
Meri darkan maiN Ya Nabi meri sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Koi guftagu ho lab par taira naam aa gaya hay
Taira zikr kartay kartay yeh maqaam aa gaya hay
Mairi darkan maiN Ya Nabi mairi sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Dar-e-Mustafa ka manzar mairi chashm-e-tar kay andar
Kabhi subho aa gaya hay kabhi shaam aa gaya hay
Mairi darkan maiN Ya Nabi mairi sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Yeh talab thi ambiya ki, rukh-e-Mustafa koo daikhaiN
Yeh namaaz ka wasila unhaiN kaam aa gaya hay
Mairi darkan maiN Ya Nabi mairi sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Do jahaN ki naimtoN say tairay dar say jooo bhi manga
Mairay daman-e-talab maiN wooh tamam aa gia hay
Mairi darkan maiN Ya Nabi mairi sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Who jo pee kay Shaykh Saadi balaghal ulala pukaray
Mairay dast-e-naatawaaN maiN wohi jaam aa gia hay
Mairi darkan maiN Ya Nabi mairi sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Wooh Adeeb jis naiN mahshar maiN bappa kia hay mahshar
Wooh kaheeN kay awo daikhao yeh ghulam aa gia hay
Mairi darkan maiN Ya Nabi mairi sansoN maiN Ya Nabi
Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya nabi
|