|
|
|
|
|
|
|
Farhan Ali Qadri - Hum ko Bulaana Ya Rasulullah
|
|
Audio
Roman
Hindi
Urdu |
|
|
Hum ko Bulaana Ya Rasulullah
Hum ko Bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Tarap uthay ga ye diil yaa dhaRRakna bhool jaye ga
Dil-e-bismil ka iss dar par tamasha ham bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Adab sey haath baandhay un key rozey par khaRRay hooN gey
Sunehri jaliooN ka youN nazara hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Dar-e-doolaat sey lotaiaa naheen jata koi khaali
WahaN khairat ka batna Khudaia hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya HabeebAllah
Barasti Gumbad-e-khazra sey takrati hui boondaiN
WahaN par shaan sey barish barasna hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Guzarey raat din apnay isi umeed par ham naiN
Kisi din to jamal-e-roaye zaiba hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Dam-e-rukhsat qadam mann bhar key haiN mehsoos kartay haiN
Kisey hay jaa kay lout aanay kaa yaara hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi daikhaiN gey
HamaiN bulwaaieN gey Aqa Madina hum bhi daikhaiN gey
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Hum ko bulaana Ya Rasulullah
Pohanch jaieN gey jiss din aye ujagar un kay QadmooN maiN
Kisey kehtey haiN jannat ka nazaara hum bhi daikhaiN gey