farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Umer)    #2 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #3 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #4 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #5 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #6 only for you(MARIAM ZAFAR)    #7 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #8 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,055,791
Farhan Ali Qadri - Allah mairay Allah
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Hindi

Allah mairay Allah

Allah mairay Allah
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah
Ya Ilahi Reham kar likh dey mairi taqdeer maiN
Roza-e-Khair-ul-Bashar likh dey mairi taqdeer maiN
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah
Aye mariay Rab sheher-e-Makka say Madinay ki taraf
Aana jana umer bhar likh day mairi taqdeer maiN
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah
Guzray din Makkay maiN shab guzray Madinay Pak maiN
Roshni ka yeh safar likh day mairi taqdeer maiN
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah
Jitnay bhi aeyaam ab baqi haiN mairi zeest kay
hooN Madinay maiN basar likh dey Mairi taqdeer maiN
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah
Yeh sadaieN rooz-o-shab qalb-e-Aleem-e-zaar ki
Phir Madinay ka safar likh dey mairi taqdeer maiN
Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah, Allah mairay Allah
Allah mairay Allah

Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved