|
Allah Allah Allah dil kehta hay
Allah Allah Allah dil kehta hay
Allah hoo Allah hoo Allah hoo
MeiN sadqay pak Quran pay
JaN day dooN Nabi ki shan pay
Jiss naiN yeh rasta dikhaia hay
Aour jhoot mana farmaia hay
Farhan deewana kehta hay
Jo naam Allah ka laita hay
Hoo, hoo, Allah hoo Allah hoo Allah hoo
Allah Allah Allah dil kehta hay
Kia mairay Nabi ki shan hay
Jiss ki midhat meiN Quran hay
Qurban yeh un pay jaan hay
Bass yahi maira Iman hay
Farhan deewana kehta hay
Jo naam Allah ka laita hay
Hoo, hoo, Allah hoo Allah hoo Allah hoo
Allah Allah Allah dil kehta hay
Yeh Allah ka farman hay
Jiss ka aaqa pay Iman hay
Iss ki rah guzar aasan hay
Woh banda Khuld Maqam hay
Farhan deewana kehta hay
Jo naam Allah ka laita hay
Hoo, hoo, Allah hoo Allah hoo Allah hoo
Allah Allah Allah dil kehta hay
Wooh jo Allah ka mahboob hay
Woh maira Nabi Mahboob hay
Bass in kay liay yeh wajood hay
Aour jin say Ali mansoob hay
Farhan deewana kehta hay
Jo naam Allah ka laita hay
|