farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Umer)    #2 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #3 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #4 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #5 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #6 only for you(MARIAM ZAFAR)    #7 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #8 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,055,741
Farhan Ali Qadri - AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
        Roman Lyric
 Audio   Roman   English   Hindi   Urdu

AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka

AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
Baykas ka aasra hay Madina Huzoor ka
Phir ja rahay haiN ahl-e-Mohabat kay qafilay
Phir yaad aa raha hay Madina Huzoor ka
AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
Baykas ka aasra hay Madina Huzoor ka
NabioN meiN jaisay afzal-o-ala heiN Mustafa
ShehrooN meiN badshah hay Madina Huzoor ka
AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
Baykas ka aasra hay Madina Huzoor ka
Jab say qadam paRay haiN Risalat Maab kay
Jannat bana howa hay Madina Huzoor ka
AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
Baykas ka aasra hay Madina Huzoor ka
Qudsi bhi choomtay haiN adab say yahaN ki khak
Qismat pay jhomta hay Madina Huzoor ka
AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
Baykas ka aasra hay Madina Huzoor ka
Hoo naaz kiuN naaN iss ko Niazi Naseeb par
Jiss ko bhi mill gia hay Madina Huzoor ka
AankoN meiN bas gia hay Madina Huzoor ka
Baykas ka aasra hay Madina Huzoor ka




Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved