Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aa gaye haiN mairay aaqa marhaba ya Rasool Allah

Aaj hay subh-e-baharaN aaj har koi pukara
Aisa yeh din hay nikhara marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aa gaye haiN mairay aaqa marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
doobtoN ka hay kinara joo giroN ka hay sahara
jiss naiN zulmat ko hay mara marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aa gaye haiN mairay aaqa marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Jiss ko khud Rab naiN sajaia paikar-e-Husn banaia
Yahi to haiN mairay Aaqa marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aa gaye haiN mairay aaqa marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Jiss ko Rab naiN hay bulaia apna deedar karaia
Wohi hay rab ko piara marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aa gaye haiN mairay aaqa marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aaj hay arsh bhi jhooma jiss nain hay farsh ko chooma
Har gali ko sanwara marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Aa gaye haiN mairay aaqa marhaba ya Rasool Allah
Marhaba ya Rasool Allah Marhaba ya Rasool Allah
Ali naiN fan hay yeh paia naat likhna usay aaia
Jiss naiN hay aaj pukara marhaba ya Rasool Allah