farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #2 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #3 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #4 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #5 only for you(MARIAM ZAFAR)    #6 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #7 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #8 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Amna)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,055,709
Farhan Ali Qadri - Muhammad ka roza qareeb aa raha hay
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Hindi   Urdu

Muhammad ka roza qareeb aa raha hay

Madina Madina Madina Madina
HamaiN jan-o-dil say hay piara Madina
BaRa lutf daita hay naam-e-Madina
Muhammad ka roza qareeb aa raha hay
Bulandi pay apna naseeb aa raha hay
Wafa tum naaN daikho gey har giz kisi maiN
Zamana woh aisa qareeb aa raha hay
Hifazat karo apnay iman-o-deeN ki
Zamana woh aisa ajeeb aa raha hay
Madina Madina Madina Madina
HamaiN jan-o-dil say hay piara Madina
BaRa lutf daita hay naam-e-Madina
TumhaiN kuch khabar hay kahaN jar aha hooN
Rasool Khuda haiN wahaN ja raha hooN
TumhaiN kuch khabar hay maiN kia pa raha hooN
Mohabat ka inn ki maza pa raha hooN
Chalo ja kay rehna Madinay maiN ab to
Qiamat ka manzar qareeb aa raha hay
Madina Madina Madina Madina
HamaiN jan-o-dil say hay piara Madina
BaRa lutf daita hay naam-e-Madina
NigahoN maiN sultaniat haich ho gi
Jo paye ga dil dil piyam-e-Madina
Sakon-e-jahaN hay nizam-e-Madina
Madina Madina Madina Madina
HamaiN jan-o-dil say hay piara Madina
BaRa lutf daita hay naam-e-Madina



Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved