Yeh kis shehenshah-wala ki Aamad aamad hay
Bolo Marhaba bolo marhaba bolo marhaba (chorus)
Yeh koon say shah-e-bala ki aamad aamad hay

Sarkar ki aamad Marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba

Yeh aaj kahay ki shadi hay arash kiuN jhooma
Lab-e-zameeN ko lab-e-aasmaN naiN kiuN choma
Yeh kis shehenshah-e-wala ki aamad aamad hay
Yeh koon say shah-e-bala ki aamad aamad hay
Bolo Marhaba bolo marhaba bolo marhaba (chorus)
Rusul unhi ka to muzzdah sunanay aaye haiN
Unhi kay aanay ki khushiaN mananay aaye haiN
Yeh kis shehenshah-e-wala ki aamad aamad hay
Yeh koon say shah-e-bala ki aamad aamad hay
Bolo Marhaba bolo marhaba bolo marhaba (chorus)
Sarkar ki aamad Marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba
Farishtay aaj joo dhoomaiN machanay aaye haiN
Unhi kay aanay ki shadi rachanay aaye haiN
Yeh kis shehenshah-e-wala ki aamad aamad hay
Yeh koon say shah-e-bala ki aamad aamad hay
Bolo Marhaba bolo marhaba bolo marhaba (chorus)
Yeh seedha rasta Haq ka batanay aaye haiN
Yeh Haq kay bandoN ko Haq say milanay aaye haiN
Yeh kis shehenshah-e-wala ki aamad aamad hay
Yeh koon say shah-e-bala ki aamad aamad hay
Bolo Marhaba bolo marhaba bolo marhaba (chorus)
Sarkar ki aamad Marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Huzoor ki aamad marhaba
Pur Noor ki aamad marhaba
Suno gey “La” naaN zaban-e-Kareem say Noori
Yeh faiz-o-jood kay daria bahanay aaye haiN