farhan ali qadri
Home | Video | Audio | Albums | Latest Album | Gallery | Forum | Guest Book | Search | Tell A Friend | Contact
Title Bookmark and Share farhan ali qadri
Last 10 Topics:  #1 Why heart beat says love to farhan love to farhan!(Faheem ahmed aatar)    #2 Yad e madina: faheem ahmed aatar.(Faheem ahmed aatar)    #3 who wass the best naat khawan of the world your ans. fari by(syed umair gillani)    #4 My poetry:farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)    #5 only for you(MARIAM ZAFAR)    #6 Aap k liay farhan ali qadri kis ka naam hy?(Umer)    #7 vote farhan ali qadri, best naat khawan of the world(syed umair gillani)    #8 congratulations to MARIUM sister for completing 1000 Posts(Amna)    #9 My poetry only for farhan ali qadri:farhan main tujh bin uda(Faheem ahmed aatar)    #10 Happy heart only reason farhan ali qadri.(Faheem ahmed aatar)  


Hits: 4,055,700
Farhan Ali Qadri - Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
        Roman Lyric
 Audio   Roman   Hindi   Urdu

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,

Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Aye Mujahid-e-Nabi naat gungunaye jaa
Naghma-e-Muhammadi tu jhoom kar sunaye jaa
Doo jahaN par chayye jaa zarb-e-Haq lagaye jaa
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Parcham-e-Nabi uthaa lay tu Khuda ka aasra
Dars-e-Murshidi hay yeh Haq pay zindagi luTa
Haq pay jaaN lutaye jaa zarb-e-Haq lagaye jaa
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Baat kar tu baad maiN pehlay tu sallam kar
Joo tairay buzurg haiN unn ka ihtaram kar
Unn say faiz paye jaa zarab-e-Haq lagaye jaa
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Shukar kar Khuda ka tu tujh ko yeh watan mila
Pak sarzameeN mili aour yeh chaman mila
Sar ko tu jhukaye ja zarab-e-Haq lagaye ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Jhoot bolna naheen tum kabhi zaban say
Laanat-e-Khuda hay yeh daikh lo Quran say
Sach kay geet gaye ja zarb-e-Haq lagaye ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Apnay murshidi ka dil iss tarah say shaad kar
Joo sabaq milay tujhay tu dil laga kay yaad kar
Unn say faiz paye jaa zarab-e-Haq lagaye jaa
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Aaye jo Ramadhan jo rozooN ka Ihtamam kar
Khaa to Rab ki naimtaiN zikr uss ka aam kar
Zikr tu sunaye ja zarb-e-Haq lagaye jaa
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Aarzo ki hay dua aour rahay sukhi sadda
Mehrban Aaqa hooN aour karam karay Khuda
Madani rang maiN rangata ja zarab-e-Haq lagaye jaa
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,


Copyright © 2007 - 2012 - All Rights Reserved